Wirasat ki taqseem in Pakistan
Pakistan main islamic law k mutabik taseem ka formula yahan diya jata hy. Ap b apni wirasat ki taqseem is formula sy kar saktay hain.
Sab sy pahly widow yani bewa ka hisa nikala jata hy jo kay olad na hony ki sorat main 1/4 aur olad honay ki sorat main 1/8 hota hy.
For example: Agar total rupees 800000 hain to bewa widow ka hisa olad na hony ki sorat main 800000/4=200000 ho ga aur olad honay ki sorat main 800000/8=100000 hota hy.
Isi tarah agar total zameen ka b nikala ja sakta hy.
Is hisa kay nikalnay kay bad jo total bach jahy os ko olad pr taqseem karin. Yeni 800000-100000=700000 ko taqseem karain q k olad hy wala formula use hoa hy.
Olad ka hisa
Batay ko beti sy double hisa milta hy i.e 2:1.
Agar 1 beta aur 1 beti ho to hisa.
2+1=3
oper 2 betay k liyay use hoa hy aur one beti kay liyay.
Betay ka hisa 2/3*(total Rs or total zameen)=?
Beti ka hisa 1/3*(total Rs or total zameen)=?
Agar 2 betay aur 1 beti ho to hisa.
2+2+1=5
Betay ka hisa 2/5*(total Rs or total zameen)=?
Beti ka hisa 1/5*(total Rs or total zameen)=?
Agar 2 betay aur 2 betian hon to hisa.
2+2+1+1=6
Betay ka hisa 2/6*(total Rs or total zameen)=?
Beti ka hisa 1/6*(total Rs or total zameen)=?
Jitnay betay hon utni bar 2 + karain aur beti kay liya one + karain
Betay ka hisa 2/Total say aur Beti ka hisa 1/Total ko Rupees ya zameen ka sath multiply kar k hisay nikaly ja saktay hain. Yeh hisay bewa widow ka hisa minus karnay kay bad nikalay jatay hain.

pk urdu news
ReplyDeleteurdu news in pakistan
daily news pakistan in urdu
pakistani urdu news
latest news in pakistan urdu
urdu news paper pakistan
pak urdu news
pakistani urdu news papers
latest news of pakistan in urdu
pk news urdu
urdu news from pakistan
current news in urdu pakistan
pakistan news live in urdu
urdu news.com
pakistan news paper in urdu
pk urdu news
urdu news in pakistan
daily news pakistan in urdu
pakistani urdu news
latest news in pakistan urdu
urdu news paper pakistan
pak urdu news
pakistani urdu news papers
latest news of pakistan in urdu
pk news urdu
Agr bivi ko divorce ho jay or wo abi iddat me ho to usy b hissa mily ga??
ReplyDeleteAsslamu Alikum main app sy ye pochna chti hu k bap k hoty or dosry bahiyu k be hoty kya aik bhai apny name jaydad ya qabza kr skhta hai???
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
DeletePlease reply
ReplyDeleteI am really impressed with your efforts and really pleased to visit this post.
ReplyDeletecriminal law attorney
Ager koi aulad maa baap ki zindagi may fout ho jaye uska
ReplyDeleteHisa bnta hai